BHAJLE BHAJLE BHAJLE YESHU KA NAAM HINDI LYRICS

BHAJLE BHAJLE BHAJLE YESHU KA NAAM HINDI LYRICS

भजले भजले भजले यीशु का नाम | BHAJLE HINDI LYRICS

भजले भजले भजले यीशु का नाम
तेरे सब ही बनेंगे काम.

जो तू चाहे मुक्ति पाना
और बचाना प्राण
यीशु मसीह की शरण में आजा
होवेगा कल्याण

माया मोह बिसार दे बन्दे
छोड़ जगत की प्रीति
आया है सो जावेगा
यही जगत की रीति

जब लग तेरा बन्दे प्यारे
है इस जग में वास
यीशु मसीह को तू अपनाले
हो जा उसका दास

क्रूस पर चढ़ कर संकट सहकर
प्राण किया बलिदान
स्वर्ग की हम को राह बताई
और सिखाया ज्ञान

धर्म-आत्मा वह है देता
हर विश्वासी को दान
बनाओ चेला हर व्यक्ति को
है उसका फ़रमान

 BHAJLE BHAJLE BHAJLE YESHU KA NAAM HINDI LYRICS

BHAJLE BHAJLE BHAJLE YESHU KA NAAM HINDI LYRICS

Bhajhle bhajhle bhajhle Yeshu ka naam
tere sab hee banenge kam

Jo too chaahe mukti pana
aur bachaana praan
Yeshu maseeh kee sharan mein aaja
hovega kalyaan

Maaya moh bisaar de bande
chhod jagat kee preeti
aaya hai so jaavega
yahee jagat kee reeti

Jab lag tera bande pyare
hai is jag mein vaas
Yeshu masih ko too apnaale
ho ja uska daas

Kroos par chadh kar sankat sehkar
praan kiya balidaan
swarg kee ham ko raah batae
aur sikhaaya gyaan

Dharm-aatma voh hai deta
har vishvaasee ko daan
banao chela har vyakti ko
hai uska farman

 

Top Trending Lyrics songs:-

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *