Antim dino ke abhishek hindi christian song lyrics |
अंतिम दिनों के अभिषेक ,
सारे लोगों के ऊपर तू भेज ,
कटनी का है यह समय,
पवित्र आत्मा से भर दे हमें ।।
अग्नि समान उतर आ ,
अग्नि जीभ के समान ठहर जा,
झोंका तूफान का लेके आ ,
नदी आत्मा की हम पर बहा ।।
सूखी हड्डियों की तराई में,
बड़ी सेना को चलते देखूं ,
अधिकार की वाणी तू दे ,
पवित्र आत्मा में नबूवत करूँ ।।
कर्मेल पर्वत की प्रार्थना में,
छोटे बादल को उठते देखूं
आहाब जैसे काँपा,
वही अग्नि को फिर से तू भेज ।।
सिनाय पर्वत की चोटी पर मैं,
अग्नि ज्वाला को जलते देखूंँ ,
इस्राएल के हे खुदा ,
वही अग्नि को हम पर तू भेज ।।
अंतिम दिनों के अभिषेक Lyrics in Hindi
Antim dino ke abhishek,
Saare logon ke upar tu bhej.
Katni ka hai yeh samay,
Pavitra Aatma se bhar de humein.
Agni samaan utar aa,
Agni jeebh ke samaan thahar ja.
Jhonka toofaan ka leke aa,
Nadi Aatma ki hum par baha.
Sookhi hadiyon ki taraai mein,
Badi sena ko chalte dekhoon.
Adhikaar ki vaani tu de,
Pavitra Aatma mein nabuwat karoon.
Agni samaan utar aa…….. (2)
Karmel parvat ki prarthana mein,
Chhote baadal ko uthte dekhoon.
Aahaab jaise kaanpa,
Wahi agni ko phir se tu bhej.
Agni samaan utar aa…….. (2)
Sinaai parvat ki choti par main,
Agni jwala ko jalte dekhoon.
Israyel ke he Khuda,
Wahi agni ko hum par tu bhej
Top Trending Lyrics songs:-
- Aaradhana Teri Aaradhana Lyrics | आराधना, तेरी आराधना |
- Yeshu Tere Karib Aane se Jesus Song Lyrics Hindi | येशु तेरे करीब आने से
- Raja Yeshu Swargiya Samarth ke Saath Lyrics | राजा यीशु | SUNNY VISHWAS
- Pavitra Mujhe Bana De Prabhu Lyrics | पवित्र मुझे बना दे प्रभु
- Hey Jawano Bhul Na Jana Lyrics | यीशु को ना भूलना

